ROZA
Qayamat ka din hoga... sab ka hisab kitab ho raha hoga... tabhi farishte
allah se kahenge ae allah tere bande ne tere liye Namaaz padhi hai...
Allah farmayenge use uska inaam dedo..
Phir farishte kahenge allah tere bande ne tere liye hajj bhi kiya hai.... allah phir farmayenge use uska bhi inaam dedo...
Phir farishte kahenge allah tere bande ne tere liye sadka aur zakaat bhi to ki hai... allah phir farmayenge usko iska bhi inaam dedo.
Farishte phir kahenge allah tere bande ne tere liye roza bhi rakha hai... alllah kahega bas farishto ab tum ruk jao iska inaam main khud dunga.
Farishte kahenge allah tere bande ne namaaz padhi to tune uska inaam humse dilwaya.
Zakaat ka inaam bhi humse dilwaya..
Hajj kiya to uska inaam bhi humse dilwaya..
Lekin roza ka inaam humse kyun nahi dilwaya..
Allah farmayenge...
Namaaz dunya ko dikhane ke liye padh sakta hai..
Maaldaar tha to hajj bhi dunya ko dikhane ke liye kar sakta hai..
Zakaat bhi dunya ko dikhane ke liye kar sakta hai..
lekin roze mein maine use poori aazaadi di thi...usne roza sirf mere khauf aur mujhe raazi karne ke liye rakha hai...isliye allah apne rozdaar bando ko khud apne haatho se iska inaam dega...
aur sabse badi rozdaar ke liye niyaamat ye hogi ki woh us waqt allah ka deedar karsakega....
Subhanallah.. isliye sabhi bhaiyo aur behnu se guzarish hai ke is badi niyamat ko haath se jaane na de.
Roze khud bhi rakhe aur apne milne walo ko bhi takeed kare..

Comments
Post a Comment