Ramzan Special

Ek bar Moosa (A.S) ne Allah se pucha ke ya Allah! Jitna main aap ke kharib hoon, aap se bath kar sakta hoon uthna koi aur khareeb hai?
Allah talah ne farmaya "Moosa Akhri waqt main ek ummat ayegi wo ummat Mohammed Mustafa sallallahu alaihi wasallam ki ummat hogi.aur us ummath ko 1 mahina aisa milega jis me wo sukhe honto, pyasi zaban, sukhi hui ankhe, bhuke pet jab iftar karne baithinge..Tab main unke bohath khareeb rahunga.Moosa tumhare or mere bich me 70 pardo ka fasla hai
lekin iftar k waqt un ummati aur mere bich me 1 parde ka fasla bhi nahi rahega aur jo dua wo mangenge use kubul karna meri zimmedari rahegi
SUBHAN ALLAH!!

Comments

Popular posts from this blog