Largest Iftar Party

Largest Iftar in the World's "Al-Masjid al-Nabawi"Madine Munnawara Madina Munnawara Main Aftari k Liye Bichaye Jane Wale Dastarkhuaan ki length 12 km hoti hai, Ye Open Area (masjid Ke sahen) ki jaga bichaya jata hai, is par 12 lakh Rozay daar daily iftaar karte hain. . Is Aftaari pe daily 1 Crore 50 lakh Saudi Riyal kharcha hota hai. Aur Dunya ki ye sab se barri aftari 10 Min main samait li jati hai. Aur Farsh dho diya jata hai. Rozana 50 lakh Khajur aur 20 lakh Aab-e-Zam Zam ki bottles aftari main istemal hoti hain. Subhan Allah .

Aye Allah Hame Bhi Madina Shareef ki Aftaari naseeb Farma Tere Mahboob ka Wasta Ameen Summah Ameen

Comments

Popular posts from this blog

14 Years of DABANGG

Earn a Regular Passive income